Friends ager ap blogging Karte hai to ap Janet hi hai ki blog ko apne kitne jee jan se post karte hai ar blog bannne mai apne kitni mehnat ki hai. Google me Post ko jaldi index kar sakte hai. kyu ki blog.
kyu ki blog mai koi post esa hota hai jisse google uski ache se indexing nai kar pata hai to google new update laya hai .Google ne ussi kaam ko ab or aasan kar diya hai apni ek new update me, hum ussi ke ware me jaanne wale hai.
ap hamesha yai chahate hai ki apke blog ki post google me top par aaye,
iske liye ap kya kuch nai karte hai, post ki images ko acha bannne ke liye ap photoshop karte hai ar post likhne ke liye information apko chaiye hoti hai, ar ap post ke liye apko ache se sochna bi padta hai and SEO ka bi dyan rakhna padta hai taki Google index mai page sabse uper aa jaye.
Google Search Results Me Top Par Kaise Laye Blog Post Ko
sabse pehle apko iske liye kuch point yad mai rakhne hoge, jese ki apne jo post dali hai wo apko submit karni hai ya nai, ya kese karni hai ar iske apko benefit kya hoge.
Google wese to hamare blog ki har post ko automatic hi index kar deta hai par kabhi kabhi esa ho jata hai bhut time tak hamari koi post wo index nahi karte to ese time pe hum khud bi sida apne post ko index kar skate hai.
matlab ye hai ki ager apko jaldi hai ki apki post ar website google mai top per apko lagta hai ye post index nai hui hai to ap khud us post ko apni help se index kar skate hai jisse google us post ko index kar dega.
google mai roz naye naye update ate hai kyu ki ager nai ayege to unki wo techniq purani ho jayegi to khud ko time ke sath update karte rehna bahot jaruri hai ar ye naya update to ap jese hum jese bloging karne walo ke liye sabse acha update hai.
Google ka New Update Kya hai ?
is link per jaa kar ap apne blog post ko indexing ke liye submit kar sakte hai — https://www.google.co.in/search?q=Submit+URL+to+Google&gws_rd=cr&ei=8fHtWOnkMon5vAS8757ACA
Agar aapko google me apni post ko submit karna hai or google ko batana hai ki aapki koi post hai jinko wo index kare to aap ko simple link open karna hai and then us per apne post ke link ko paste karke sabmit karna hai.
Aapko simple Google me search karna hai Submit URL to Google, uske baad aapke samne jo result aayega, usme sabse upar hi diya hoga URL submit karne ka.. simple waha aap apni jo bhi url hai jisko aap index karana chate hai submit kar dijiye.
Ab search karne ke baad kuch aesa result aapke samne aayega jisme aapko apna website ka URL submit karna hai.
Aap yaha URL submit karege uska ye matlan bhi nahi ki google me aapki site turant top par aane lage par google iski madad se jo index karne ki speed hai aapki site ki wo jarur improve ho jayegi.
To Friends ab aap jaan chuke hai kaise jald or aasan tarike se google ko bata sakte hai ki aapki koi new post aai hai jinko wo index kare or Google search me dikhaye. 🙂
ager apko ye information achi lagi ho google new update ke bare ar ager ap kuch bi puchna chahte hai to wo ap comment karke bataye.. or agar aapka koi sabal ya doubt hai to aap wo bhi puch sakte hai.