Content ko Viral kaise Kare? Hajaro Traffic Lane Ka Tarika

Kaise-likhe-viral-content
Kaise-likhe-viral-content

sabse pehle apke man mai ye bate ate hogi ki content viral kyu Hota hai kese hota hai jabi bi kabi market mai kuch naya ata hai to wo thing viral ho jati hai. to sabse pehle apko pata hona chaiye ki-

Kaise likhe viral content


viral means – felna,

ar isme apke blog ka content hi hota hai jo apko viral karna hota hai. content se ap apne blog pe kafi acha traffic laa sakte hai, isko loikhne ki bi kuch techniques hoti hai jisse wo viral hota hai.

in sab ke bad apke man mai ye question to jarur hota hoga ki content ko viral kese karna hota hai ?

to sabse pehle viral content hamesha social media se hi hota hai, lekin her kisi ka content viral nai hota social media per ya to apke content mai kuch naya ho ya kuch different jisse wo social media per share hota hai.

ab bar soch rahe hoge ki isse hoga kya. isse ye hoga apke blog ka seo acha ho jayega and google dekhega ki apki website pe bi treffic acha aa raha hai.

ab apko ye to pata hoga ki SEO hamre page ke liye kitna important hai and on page SEO is more Important aj kal hota ye hai ki

1. ager ap viral content likhege to apke content per hogh social share hoge.
jisse
High Social Share = High ranking on Google.

ab jese apka content viral hoga ar share hoga jisse log apki website pe ayege and unko acha lagega ya unhe kuch puchna hoga jisee wo log apke content per comment karge jisse wo apki website se ache se jud jayege isse wo website per bar bar ayege and isse Traffic apki website ka acha hoga. ar wo visitor apke content ko ache se dekhega to Time On page bi apke website jyda hoga.

READ  How to Be Safe and Smart on The Internet

ye sab soch smjne ke bad apke man mai hamesha ye ata hoga likhe kese viral content ko ?

kese likhe viral content ?

viral content kya hai ar kese likhte hai viral content

Headings ke liye

1. Brackets Use Kare –

Outbrain ne yah pata laga hai ki [Brackets] use karne se 38 % CTR Badhne ki sambhavna hoti hai.

2. Number Use kare

ager ap Headlines Ke sath numbers
use karte hai to isse 36% Click badhne ki sambhavna hoti hai.

For URL

3. Descriptive URLs

ager apka url tik hota hai to apke 25% jyda clicks aate hai.
ye sai hai –>
example.com/awesome-post
ye galat hai –>
example.com/blog/post?is=54

For Content
4. Starting Mai Colorful Image Ka Use kare

isse 80% user pure content ko padte hai.

5. Starting mai share Button de

isse apki post social sites per share hogi jisse apke visitors increase hoge.

6. Short Sentences Banaye

28% log hi blog post padte hai, isliye unko apne blog per banaye rakhne ke liye apko short sentence banne hote hai.

7. Fir se image dale pre description ko samjane ke liye
8. subheading use kare

users kebal kabi kabi badi badi headings hi padte hai

9. sabse end mai Post Share

Content ke end mai apne users ko post share karne ko kahe.

10. post ko pade ache se reading kare then usko publish kare.
please share kare ager apko acha laga ho to and comment ager apke man mai koi doubt ho to ap commnet mai puch sakte hai thax…

2 thoughts on “Content ko Viral kaise Kare? Hajaro Traffic Lane Ka Tarika

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.