10 best free video editing software windows ke liye.
ager ap kabi kisi bi video ko edit karna chate hai to ye software apke liye sabse ache hai. ager ap youtube bi hai to apke liye ye software bahoot usefull hai.mobile phone ke camera se bi video banayi jati hai lekin camera se ap jaruri nai ki attractive video bana sake.
uske liye sofware ki need hoti hai.iske liye ap ye editing sofware use kar sakte hai jo best hai in sofware se ap apno video attractive bana sakte hai jise ap apne friends ko dikha sakte hai apne youtube channel pe dal sakte hai.
apne paid software ke bare mai to suna hi hoge jo ki kuch software auto acha se editing kar dete hai lekin kuch software paid nai hote.kyuki sabi ke pass utne paisa nai hai jo ap unko kharid sake to tension lene ki koi bt nai hai, me apko is article me best free video editing software ke bare mai batyuga
best free video editing software ki list
1. Lightworks :
ye ek powerful video editing tool hai, jisme apne video ko ache se editing kar sakte hai is editing software ke jariye batman , superman jesi hollywood movies bani hai.is sofware me apko bahoot sare feature milege. apni iccha se kese bi video editing kar sakte hai jese apko pasand aye.
2. Window movie maker :
ye apke windows mai pehle se ata hai ar sikhne mai baoot hi simple hai ar iske liye apko apne window platfrom pe windows movie maker kholna hoga. ar ap apne video ko jyda edit nai karna chate to yani simple edit karna chate hai to ye software apke liye hi hai
3. VirtualDub :
ye ek video recoder or editor hai. jo ki 32 bit or 64 bit dono ke liye useable hai. ager apke pass iska GNU license hai to to koi bi ise use kar sakte hai. isme AVI or MPEG-1 formate me video banti hai.
4. T@b ZS4 video editor :
ye bi ek free tool editor hai jisko ap use kar sakte hai apni video editing ke liye. isko mainly files ko add karke video banane ke liye use kiya jata hai .. jese image, sound, video ko add karke ek video bana sakte hai isse software mai.
5. wax :
ye ek professional video editior hai jisse ap apne videos mai special effect add kar sakte hai.
is sofware mai ap 2D or 3d effect badi assani se add kiya ja sakte hai.
6. Cinefx Jashaka :
ye ek offline playback, editing, encoded, animation or visul effect add kiya ja sakte hai bilkul ek professional editor ki trhe. hollywood me special effect ke liye bhi is tool ka use kiya jata hai.
7. Blender :
ye bi ek free video sofware hai jisse ap apne youtube ke channel tralior bana sakte hai ar videos ko bi ache se edit kar skate hai. ar isse ap 3D effect use kar sakte hai.
8. Avidemux :
Avidemux mai ap simple cutting, filtering kar sakte hai.
isme AVI, DVD compatible MPEG files, MP4 or ASF. isme video asani se rendor ho jati hai.
9. MovieStorm :
ye puri trhe se 3d movie banne ke liye hai. isme ap aasani se cartoons, crime, music, horror etc bana sakte hai. ye animation video banane le liye best hai.
10. Movica :
ye ke graphical user software hai jisme movies ko aasani se edit kiya ja sakte hai. is software ki ek khas baat ye hai ki isme ap computer keyboard ki short cut keys use kar skate hai jisse kaam aasan ho jata hai.