ager ap apni website ke liye wordpress ka use karte hai to ap bahoot lucky hai. kyu ki apko pata hi hai ki wordpress apki website banane ka tarika kitna easy kar
deta hai.
kyu ki apko isme na to theme ke liye kuch nai karna padta and theme auto install ho jati hai.
And apko sabse jyda profit plugins mai milta hai. and apko apni websites ko easy mai pata lagna hai ki apka post sai hai ya nai seo ke hisab se and kitne visiters aa
rahe hai per day and ap easy way mai apni websites ka cache part kuch seconds mai delete kar sakte hai.
Plugins jo needs hai New Websites Start Up’s ke liye.
> Jetpack:
ye bahoot hi useful Plugin hai alag alag use ke liye jese analytics & statistics ke liye, Contact Forms, subscription management ke liye, comments ke
liye.
> WordPress SEO by Yoast:
perfect plugin SEO ke hisab se ar sabse jyda install plugin wordpress mai. iska use Post ko SEO ke hisab use karne mai ata hai ar
apko bttta hai ki apka Post SEO ke hisab se tik hai ya nai.
>SumoMe:
Great Tool hai apke newsletters ki list ko lambi karne ke liye ar visitors ko apni new post ke bare mai batane ke liye.
> usersnap:
ye ek acha screenshot and Feedback tool hai. ager ap feedback collect karna chahate hai apne first users se apne friends se.
> Cachings plugin:
ye plugins help karta hai apke site’s ke load times ko.. jo ki websites ke hisab se acha hai, kyu ki koi bi nai chahata hai ki unki site load hone
mai time lagaye.
isme Do trhe ke plugins hai.
1. WP Super Cache
2. W3 Total Cache
>WP Statistics:
ye apki wordpress websites ki popularity ko track karti hai.
> Contact Forms :
ager ap dekhe to her websites ke liye Feedback or enquiries chaiye hoti hai visitors se. To ye Forms apka sabse acha plugins hota hai
Comments ke liye.
ager ap security ke purpose se dekhe to
> WordPress Firewall Plugins :
ye ap bi jante hai ki security her kisi ke liye important hai and ye Firewall Detect karta hai apki website per suspicious activity ko,
and shut down kar deta hai immediately. isme apko sabse acha plugin NInjaFirewall hi hai.
> All In One WP Security & Firewall :
kabi kabi esa hota hai ki websites ko owners ko pata nai chalta hai ki unki websites hack ho chuki hai, jab tak unhe pata
nai chalta jab tak koi malware na ho apki site pe. to ye is seft ke liye sabse acha plugin hai.
For Backup
> BlogVault :
ye ke complete wordpress back up service hai jo ki plugin, mai use ata hai. ar ye apke data ko save karne ke kam ata hai. and kuch bi hone per ap
online aa sakte hai ap dowara.
ager apko is article mai kuch help chaiye ya kuch ap apni tips dena chahate hai to ap comment kar sakte hai.
thanks..